Bollywood
Bollywood India ka ek industry hai jaha pe picture aur film banaye jate hae. Inka dusra naam Hindi Cinema aur is naam se bhi Jane jata hae. Sab jaga se log ate hai aur Mumbai, Maharashtra mein banaya gya jate hai kai film. Iski bhasha Hindi hai, aur inke film sirf hindi ke banaye jaate hae. Iska pehla saal tha san 1890. Picture dusre desh se inspire hokar bante hai aur iska shooting bhi dusre desho mein bante hae.
Iss industry ke awards diye jaate hai jaise ki Filmfare, IIFA, Stardust, Zee Cine Awards, Screen Awards.
Har saal 300 se 400 ke beech filme banaye jate hae.
Main distributors | AA Films
T-Series Dharma Productions Eros International Excel Entertainment Fox Star Studios Red Chillies Entertainment Reliance Big Pictures Tips Industries UTV Motion Pictures Viacom 18 Motion Pictures Yash Raj Films Zee Studios |
---|