Vivekanand Sharma: ke revisions ke biich ke antar

Content deleted Content added
General editing
FR30799386 (Baat | yogdaan)
No edit summary
Rekha 1:
'''Vivekanad Sharma''' ([[1938]] - [[10 September]] [[2006]]), [[Fiji]] ke ek prasidhya Bhartiye raajneetijya aur dharmik karyakarta the. uskeUske Fiji me [[Hindi]] ke sanrakshak aur protsahak the.
 
== Jawani ke din ==
 
Vivekanand Sharma ji ka janam Votua Levu , Nadi, Fiji mei ek ganne ke kisan  palwaar me huva tha  . Aap ki primary school ki parrhai Votualevu Government School aur secondary ki parrhai Shri Vivekananda High School huvi thee, jiske baad aap master banana  ke liye Nasinu Teachers Coolege  gaye. Teen saal padhane ke baad aap   India parrhe ke khatir gaye aur Dehli ke Vishva Vidhayalay ke Hindu College se   Bachelors aur Masters Degrees prapt kiye. Baad mei Sardar  Patel University , Gujrat se PHdPhd ki padaai puri kee. Aap Pratham pravaasi Bhartiye the  jinnho ne Hindi mei PHdPhd ki padaai ki thee.
 
Sharma ji ne kai saaree pustakein  Hindi mei  likh kar prakashit karaye the. Aap  Fiji mei ''Hindi Maha Parishad''ke suruu kiye the  aur uske pahila President rahe.. Aap Fiji ke Ministry of Education ke Curriculum Development Unit ke Hindi Work Group ke pardhan bhi rahe aur [[University of the South Pacific]] ke Hindi Programme Coordinator bhi the.
Vivekanand Sharma ji ka janam Votua Levu , Nadi, Fiji mei ek ganne ke kisan  palwaar me huva tha  . Aap ki primary school ki parrhai Votualevu Government School aur secondary ki parrhai Shri Vivekananda High School huvi thee, jiske baad aap master banana  ke liye Nasinu Teachers Coolege  gaye. Teen saal padhane ke baad aap   India parrhe ke khatir gaye aur Dehli ke Vishva Vidhayalay ke Hindu College se   Bachelors aur Masters Degrees prapt kiye. Baad mei Sardar  Patel University , Gujrat se PHd ki padaai puri kee. Aap Pratham pravaasi Bhartiye the  jinnho ne Hindi mei PHd ki padaai ki thee.
 
.
 
Sharma ji ne kai saaree pustakein  Hindi mei  likh kar prakashit karaye the. Aap  Fiji mei ''Hindi Maha Parishad''ke suruu kiye the  aur uske pahila President rahe.. Aap Fiji ke Ministry of Education ke Curriculum Development Unit ke Hindi Work Group ke pardhan bhi rahe aur [[University of the South Pacific]] ke Hindi Programme Coordinator bhi the
 
== Political Life ==
Sharma ji, International Youth Federation of the University of Delhi ke pehla videsi  President chune gaye the . Aap  1972 ke election me Alliance Party ki  taraf se ladhe  lekin asafal the.. Election ke baad  [[Ratu]] [[Sir]] [[Kamisese Mara]] ne inki kabliyat dekh kar ek Senator niyukt kiye the .  1977 ke duusra election me aap wahii constituency se jiit ke Minister of State for Youth and Sports bane the . Aap Ratu Mara ke bahut maanat aur unmei vishvaas rakhate the tatha  unke  baare me Hindi me ek book bhi likhe the.
 
== Dharmik kaam ==
Aap Maharishi Sanatan College ko sthapit karaye tatha uska  pehla  Principal aur Manager rahe. .Baad mei wahi bagal mei Votua Levu Tirth Dham ki bhi sthapna karaye the.
 
Aap [[Shri Sanatan Dharm Pratinidhi Sabha of Fiji]] ke General Secretary aur baad me National President rahaa aur [[Shri Sanatan Dharam Brahman Purohit Sabha of Fiji]] ke adviser bhi rahe.
 
Aap ki mrityu  [[Brisbane]], [[Australia]] me 9 September 2006 ke bhais rahaa. He was cremated at Vatuwaqa Cemetery in Suva on Wednesday, 13 September 2006.
 
Satya Nand Sharma
 
19th June 2019
 
<br />
 
== Bahaari jorr ==