Covid - Coronavirus pandemic ek 2020 se 2023 talak ka pandemic tha. 682.775 million cases record hue hae aur dehant 6.821(22nd March 2023) million hue. Ye duniya ke sabh bhayank diseases me se hae jisme zyada logo ki cases hue hae aise such cases aaj kal ke zamane mein maujud nahi hote hae aur bade desho mein zyada asar karte hae. Pichle baar aise epedemic aya tha sann 2000 mein aur 1980s mein. Covid sare desho mein pracharit hae magar bade desho aur densely populated jagao mein zyada prabharit hae.

Purane zamane mein 1500-1800s ke pass aise cases hote the jisme zyada logo ke mauth hote the. 2000s ke baad aise bhayanak diseases nahi hote the aur kam logo ki math aur cases hote the. Aaj kal ke zamane mein aise diseases itne prevalent nahi hae Karan hae medical advancements aur badlao. Australia se shur ki gayi bushfires ka sambandh hae yeh covid par jo ek tarah ki meteor strike hota hae.

Yeh virus China ke Wuhan ke bats se shuru kiya gya tha.

Covid Tracking: https://www.worldometers.info/coronavirus/

Covid ke symptoms aur kaaran hote hae:

Lambe samay talak bimar rehna, nausea, bukhar, khaasi(cough), headache(sardard), migraine, dizziness, drowsy, ulti, gande aur zyada populated jagha jana, claustrophobia, cancer, diseases jaise ki heart lung or dusre organ ke diseases, janwar aur keede ke saath bine protection ke sath samay guzarna, hyper tension, bura med care, confusion, gale atakna, mask aur glove na pehna, PTSD, mental health problems, violence(maarna), ligament tears, zeher, fractures, bure ankh, bandukh ki goli, bombs, chunna, jalana, zyada thandai, sexually transmitted diseases, felna, purane disease, ganda khana aur peena, bura rakhel, organ failure, gareebi, gum diseases, skin disease, rashes, suicide, galat tareke ke drugs, blood deficiencies, iinjury aur mauth. Dusre causes, monkey pox(2022 hidden disease), chicken pox aur swine flu carried on diseases from past, malaria, dengue.

Covid bachane ke liye barabar health care aur kahana khana aur saaf jagha mein rehne aur padhna aur organized rehna aur log se theek tarah milna bahut hi zaruri hae. Gandhagi se bachna aur nahana bhi bahut hi zaruri hae.

Covid ke alag strain thee aur 6 se 8 dusra strain se bane thee.

Protocol & Strains