Dailekh paschim Nepal ke Bheri prantaka ek jila hai. Ee jila Bheri anchalka sabse chhota jila hai.

Dailekh jila
Anchal: Bheri
Mukyalay: Narayan nagarpalika
Kshetrafal: 1502 Cm2
Janasankhya: 249358
Gaun vikas samati: 55
Nagarpalika: Narayan nagarpalika
Nirvachan kshtra: 2
Avasthit: Pahad
Sabse ucha sthan: 4168 (Mahabu lekh) mtr
Sabse hocha sthan: 544 (Dungeshwor) mtr
Jatiyan: Kshtri (34.85), Kami (15.335), Thakuri (145), Brahaman (125), Magar(9.875), Damai (4.455), Sarki (2.755), Sanyasi (1.615), Sunar (1.585), Gurung (1.435) aadi
Bhashayn: Nepali (98.985), Gurung/Magar (0.465), Any (0.565) aadi
Manav vikas suchakank: (75 Jilaome)
Teliphone code: 00977-89
Pramukh jiladhikari:
Web site: DDC.Dailekh
 v  d  e 

Nmakan

badlo

is jileka nam Dailekh utpattike baremen nimnanusar kathayn paeegai hai. [1]

  • Pauranik kalmain Dadhichi rishine is sthan par tapsya kiya tha islie unke namse "Dadhilekh" nam raha par badmain apbhans hotehue Dadhilekh se Dailekh nam raha.
  • eh sthan devi devtaonka nivas sthan tha islie es sthanko Devlock kaha jata tha par badmain apbhans hotehue Devlock se Dailekh nam raha.
  • Yahan gai bhaiska dudh aur dai bahut milta hai isliy es sthanka nam dahilekh se Dailekh rakha gaya.

Bhaugolik avastha

badlo
  • Akhash: 28.35" se 29.8" utter
  • Desantar: 81.25" se 81.53" purav
  • Simayn: purav Jajarkot jila, pashchim Achham jila, uttar Kalikot jila, dakshin Surkhet jila
  • kshetrafal: 1502 cm2 (deshka kul bhubhagka 1.02%)
  • hocha sthan: samudra sataha se 544 mtr (Tallo Dungeshwor)
  • ucha sthan: 4168 mtr (Mhavulekh)

Bhugal

badlo

Rajnaitik hisab se es jileko 55 gaun vikas samiti, 1 nagarpalika, 2 chunav kshetra aur 11 ilakaonme vibhajit kiyagaya hai. [2]

Nadi kinara se himal tak failahuwa yahanka dharataliy sarupko nimna likhit 3 bhagonme vibhajit kiya ja sakta hai: [3]

  • nadi nirmit tat (544–1000mtr.),
  • madhya pahadi kshetra (1000–2100mtr.)
  • mahabharat srinkhala evm parbatiy bhubhag (2100mtr. se upar)

ea dharataliy sarupone jilaka kariv karmasa: 10%, 37%, aur 53% bhubhag gher rakha hai vich pahari kshetrame jilaka 85% se adhik jansankhye evn csti hai. [4]

Rajnaitek vibhajan

badlo
  • Nirvachan kshetra sankhya=2
  • Ilaka kshetra sankhya=11

Dailekh jilamen kull 60 gaun vikas samati (VDC) the. 5 VDC ko jodkar Narayan nagarpalika banayagaya. Is jilake baki 55 VDC ies prakar hain-

itihas

badlo

Dailekh jila Nepal ekikaran pahile khash rajaka sitkali rajdhanike rupme parichit Dullu aur Belaspur rajyme vibhajit tha. Prachin aur madhy kalmen do rajymen vibhajit ies jileko Bahadur Shahane san 1781 me Nepalme milaya tha. Ieska tathy praman Itihas men dekha jata hai [5] jilake vibhinna jagahamen rahe mandir, dewal, shilalekh aadi ies jilaka aitihasik parichay deta hai.

yeha bhi dekhe

badlo

Sorce

badlo
  1. DDC_Dailekh
  2. DDC_Dailekh
  3. DDC_Dailekh
  4. DDC_Dailekh
  5. DDC_Dailekh