Srimati Droupadi Murmu - Puti Biranchi Tudu पुति बिरंचि टुडू - (Janam 20 June 1958, Uparbeda, Mayurbhanj, Odisha). India ki dusri mahila president aur India ki 15th president hae. President Banne se Pehle Smt. Murmu Jharkhand ki 9th Governor rahi. Aur isse pehle who Odisha mein Minister of State aur aur Member of Legislative Assembly rahi. Smt. Murmu paanch baar election mein khada hui hae aur inke performance kafi achi rahi. Ii teen baar jita. Inka janam Odisha mein hua raha. Inke pitaji aur dadaji kisaan and gaao ke neta rahe aur inki sadi ek banker se hui thi jinka naam Shyam Murmu raha. Smt. Droupadi ek Teacha bhi thi. Iss se pehle ke president the Shri Ram Nath Kovind.

Srimati Droupadi Murmu द्रौपदी मुर्मू
Doupadi Murmu in 2022
Prime Minister Narendra Modi
Vice President M. Venkiah Naidu, Jagdeep Dankhar
Preceded by Ram Nath Kovind
Personal details
Born 20 June, 1958
Political party Bharatiya Janata Party
Spouse(s) Shyam Charan Murmu (1980 - 2014)
Children 3, Itishri. Sipun and Laxman (deceased)

Term: July 2022 - present

Rajneeti

Murmu ne inka rajaneeti pehle san 1997 mein shuru ki thi aur uske baad Bharatiya Janata Party join ki thi. Iss samay mein inhone Rajnagar constituency mein mahila ke seat hasil kiya tha.

San 2000 mein Murmu ne Odisha State Legislative mein chuna jita.

San 2002 mein Murmu ne Roat aur transport ka seat jita Odisha Senate mein aur machilyo aur janwaro ke development mein seat hasil ki thi.

Uske baad Smt. Murmu Jharkhand ke governor bani aur 8 saal ke beech unhone unka hukam chalaya.

Rajaneeti ki samay Srimati Murmu ne activism, movements aur kai logo ko minister bhi banayi hae.