Haryanvi cinema

(Hariwood se bheja gais)

Haryanvi cinema Haryanvi main filmen banane ka udhyog hai, jo mukhya roop se haryana main sakriya hai[1][2]

Itihaas badlo

Hariyanvi main bani pahli film Beera shera thi jo bleck and white film thi aur 1973 main release hui. Uske baad kai haryanvi film release huin. "Chandrawal" ko ab tak ki sabse safal haryanvi film mana jata hai.[3][4]

Vartman main Haryanvi cinema badlo

Adhunik samay main haryanvi cinema main gaane bahut prichlit hain. haryana main Haryanvi gaane bahut lokpriya huye hain. Uttar Kumar, Vijay Verma, anjali raghav famous artist hain.[5]Ab haryanvi cinema ke vikas ke liye Haryana sarkar ne nai neetiyan banayi hain.[6]

sandarbh badlo

  1. "Archive copy". Archived from the original on 2019-10-30. Retrieved 2019-10-30.CS1 maint: archived copy as title (link)
  2. "Article About - Hariwood (Haryanvi Film Industry)". www.haryanviportal.com. Archived from the original on 2019-10-30. Retrieved 2019-10-30.
  3. "हरियाणवी सिनेमा को प्रोत्साहन दे सरकार".Template:Fix/category[dead link]
  4. "सिनेमा घरों में हरियाणवी फिल्में दिखाना होगा अनिवार्य".
  5. "हरियाणा फिल्म बोर्ड बनने से हरियाणवी फिल्मों को मिलेगा बढ़ावा". m.haryana.punjabkesari.in.
  6. "हरियाणवी फिल्मों के स्तर को ऊंचा उठाने के लिए सरकार करे प्रयास: यशपाल शर्मा". News18.