Indian Premier League
India premier league sann 2008 mein shuru hua tha. Iska dusra naam IPL hai. Isme 8 se 12 team hai. IPL, India aur United Arab Emirates mein khelagya hai. IPL mein alag desho ke khiladiyo khelte hai. Iska founder BCCi hai inhone yeh lage 2007 mein banaye hai. Current chairman hai Birjesh Patel. IPL ka auction hota hai players ke har saal. Zyada tar log international aur india ke khiladi hote hai.
Abhi Ke Team
badloNo. | Naam | Championship |
---|---|---|
1 | Chennai Super Kings | 2010, 2011, 2018, 2021 |
2 | Delhi Capitals | |
3 | Gujarat Titans | 2022 |
4 | Lucknow Super Giants | |
5 | Kolkata Knight Riders | 2012, 2014 |
6 | Mumbai Indians | 2013, 2015, 2017, 2019, 2020 |
7 | Punjab Kings | |
8 | Rajasthan Royals | 2008 |
9 | Royal Challengers Bangalore | |
10 | Sun Risers Hyderabad | 2009 (Deccan Chargers), 2016 |
IPL Team ke malik/owners
badloGujarat Titans : Steve Koltes, Donald Mackenzie, Rolly van Rappard [CVC Capitals]
Lucknow Super Giants : Sanjeev Goenka [RPSG Group]
Kolkata Knight Riders : Shah Rukh Khan and Juhi Chawla [Red Chillies Entertainment and Mehta Group]
Chennai Super Kings : N. Srinivasan [Chennai Super Kings Cricket Limited]
Mumbai Indians : Mukesh Ambani [Reliance Industries]
Rajasthan Royals : Manoj Badale [Emerging Media] and Lachlan Murdoch [RedBird Capital Partners]
Sunrisers Hyderabad : Kalanithi Maran [Sun TV Network]
Punjab Kings: Mohit Burman, Ness Wadia, Preity Zinta, Karan Paul [K.P.H Dream Cricket Pvt. Ltd.]