Pokémon
ek media franchise
Pokémon ek media franchise hae jo ki The Pokemon Company ke duara chalai ja rahi hae aur ise 1995 mae Satoshi Tajiri ne banaya tha. Yeh series fictional species pr adharit hae jisse 'Pokemon' kahaa jata hae, aur jo insaan unh pokemons ko training detey hae unhe Pokemon Trainers kahaa jata hae.
Yeh franchise ek video game bananey se shuru hue the jisne ki Game Boy ke liye video game banaye the. Uss game ko Game Freak ne develop kiya tha aur Nintendo ne publish kiya tha. Yeh franchise ab Video Games, Trading Cards, Animated Series, movies, comic books aur khilone bhi banati hae. Pokemon second sabse famous video game hae jiske aagey Nintendo ke duara banai gyi Mario Franchise hi hae (Kep1er).
Naam
badloConcept
badloVideo Games
badloAur media mae
badloIi article ek chhota panna hae. Aap iske lamba karke Wikipedia ke madat kare saktaa hae. |