Achham Jila
Achham, Nepalka Seti prantmain rahewala ek pahadi jila hai. 1,680 km2 tak phaila huwa Achham, Nepalke durgam jilaonme ek hai. Filhal sewase bahar rahawala Saphebagar air port jila mukhyalay Mangalsainse 8 ghanteka paidal duri par hai.
Achham jila | |
Anchal: | Seti |
---|---|
Mukyalay: | Mangalsain |
Kshetrafal: | 1,680 Cm2 |
Janasankhya: | 2,31,285 (san. 2001 ) |
Gaun vikas samati: | 65 |
Nagarpalika: | Mangalsain, Saphe bagar |
Nirvachan kshtra: | 2 |
Avasthit: | Pahad |
Sabse ucha sthan: | 4168 mtr |
Sabse hocha sthan: | 544 mtr |
Jatiyan: | Kshtri, Kami, Thakuri, Brahaman, Magar, Damai, Sarki (Mochi), Sanyasi, Sunar aadi |
Bhashayn: | Nepali aadi |
Manav vikas suchakank: | (75 Jilaome) |
Teliphone code: | 00977-97 |
Pramukh jiladhikari: | |
Web site: | DDC.Achham |
jilaka namankan
badloAchham jilaka nam "Achham" kaise raha ie bare kuch aadhar is prakar hain. Pahala Achham nam rahaneke sambandhme Achhami rajaka prarambhik rajdhani "Sera budhi dharpu"ko liya jata hai. Sera budhi dharpu se kuch niche Pastoli gadse girnewale tin jharnao (falls)me ek thoda bada or dar lagnewala hai. Yeh tino jharnay banneke ley upar jis mulse pani aata hai usko prachin kalme Asmambu kaha jata tha. Ukt sthanme abhi bhi har sal makar sakrantiko mela lagta hai sohi asmamambu sabdaka apbhrans hokar Asmamb -Achhamb or Achham huwa. [1]
- Dusara
Doti jilake brahman khandanke Gopal Khatiwdake chhar (4) putra the. In charome se sabse chote bhai Prabhashka beta Devendra ke sath Jumli raja Ashok Mallaki putri Harmataka prem vivaha karke woha kuch din Jumlame rahe. Badmen Naukhuwame hi shasan karne lage unse paida hue putra raja hona aur shaha padbi pana sabko aascharj (acbambha) huwa kyuki raj khandanme prem vivaha se paida hue santanko najayj mana jata tha. Ies hi achambha sabda badme apbhransit hokar Achham nam raha.
- tisara
para purv kalme tatkalin raja mugal samrajyka daman sahan na kar paneke karan kuchh Bharatiy Hinduonko Nepalme jana pada ghumte phirte Bhartiy Hindu Nepalke Naukhuwa (Achhamka pura nam Naukhuwa tha) pahuche un dinome ies kshetrame bahut sare mithe aam (mango) milte the jo abhi bhi milte hai. Anukul mausam ke karan Bhartiy Hindu Naukhuwame hi rahane lage Hindime mithe aamko "achchha aam" kaha jata hai wohi achchha aam apbhans hokar abka Achham bana.
Bhaugolik avastha
badloYe bhi dekhen
badlosorce
badloReferences
badlo- ↑ डा. राजाराम सुवेदी अछामको इतिहास)
Ii Nepal ke ek jaga ke article ek chhota panna hae. Aap iske lamba karke Wikipedia ke madat kare saktaa hae. |