Shah Aqeeq Baba
Syed Asghar Ali Shah Bhukari (c. 1432 – c. 1451) Al-Maruf Shah Aqeeq Baba ek Suhrawardi Wali guzre hein.
Syed Asghar Ali Shah Bhukari | |
---|---|
Janam | c.1432 (Jumada al-Thani 835 Hijri) Uch , Punjab |
Died | c.1451 (Jumada al-awwal 855 Hijri) |
Resting place | Chuhar jamali, Sujawal Zilla, Sindh (moujuda Pakistan) |
Anya Naam | Shah Aqeeq Baba |
Ibtadai zindagi
badloShah Aqeeq 1431 se 1451 ka arsa-e-haya tha.[1] Wo Suhrawardi sufi sisle se the.[2][1] Shah Aqeeq Uch mein rehte the. Jab in kai walid Syed Muhammad Sharifuddin ibn Abdullah Bhukari ki wafaat hui tou wo apne bhaiyun kai sath Uch se Sindh agae.
Urs
badloInka Urs har saal Jumada al-awwal ke Islami Mahina mai manaya jata hai. Urs Sujawal zilla, Sindh mai manaya jata hai.[3] Aur wahan inka mazar hai aur inko rohani sarjan isi liye kaha jata hai kyun kai bohat se logon ka unhon ne operation kia hai.Mazar kay rakhwalay Dars family hai.[4] (In 1986, a biography was written about him by Habibu Sindhi and published by the Anjuman-i-Ghulaman-i-Mustafa).[1]
References
badlo- ↑ 1.0 1.1 1.2 Accessions List, South Asia, Volume 7, Issues 1-6 E.G. Smith for the U.S. Library of Congress Office, New Delhi, 1987 accessed at https://books.google.com/books?id=UDlMAQAAIAAJ
- ↑ Ansari, Sarah FD. Sufi saints and state power: the pirs of Sind, 1843–1947. No. 50. Cambridge University Press, 1992. p20
- ↑ Asghar Ahmad, Pakistan tourism directory, '86: everything about tourism. Holiday Weekly, 1986, p373, quote="URS OF SHAH YAQIQ, at Thatta, the historic town of Sind located about 80 kilometers from Karachi on the National Highway", accessed at https://books.google.com/books?id=-x0zAAAAMAAJ
- ↑ سرجن بابا: روحانی آپریشن سے علاج, BBC Urdu, June 3, 2009
Aur Parho
badlo- Sindhi, Habibu, Sawanah hayat Shah Yaqiq Shaheed Bukhari (Biography of Saint Shah Yaqiq Bukhari), Soshal Vailfe'ar Anjuman-i-Ghulaman-i-Mustafa (Cuhar Jamali, 1986)[1]
- ↑ Accessions List, South Asia, Volume 7, Issues 1-6 E.G. Smith for the U.S. Library of Congress Office, New Delhi, 1987 accessed at https://books.google.com/books?id=UDlMAQAAIAAJ