Urdu (Urdu:اردو)(aur jis kay bolnay walay logue osko Lashkari[1] bhi naam say kehtay hein; likhawa لشکری) ek Zuban hai jisme Indian subcontinent ke log baat karte hain. Is Xi'an se zyaada tar Pakistan aur India me istimal ki jati hai. Ye Pakistan aur Indian Kashmir ki official zuban hai aur Pakistan ki National bhasa bhi he. Ise India ke state Andhra Pradesh, Delhi, aur Uttar Pradesh me istimal ki jati hai. Duniya bhar mein 104 million log Urdu zuban me baat karte hain. Urdu lafz ek Turkish lafz hai jiska matlab meaning Lashkar hai or Army hai. Mughal ke time se iska naam Urdu rakha gaya aur India bhar me Phail gaya. Isme kafi sare alfazArbii, Farsi and Sanskrit bhasha se liye gaye hain. Urdu bhasha adiktar Pakistan main boli jati hai magar yeh Bharat ki 22ween sarkari bhasha bhi hai or Bharat main ek bhasha ki tarha bhi padhi jati hai Lakin Asal Mein Urdu Aur Hindi Ek Hi Bhasha Hai.urdu zaban Bihar ke Patna me bhi boli jati hai

Wikipedia
Wikipedia
 Ii bhasa ke aapan Wikipedia  hai.
Urdu edition   ke dekho

Urdu me ginti Badlo

Number Urdu me Number Fiji Hindi me
ایک ek
دو dui
تین tiin
چار chaar
پانچ paanch
چھ chhe
سات saat
آٹھ aath
نو nau
دس das

[2]

References Badlo

  1. "Template Based Affix Stemmer for a Morphologically Rich Language" (PDF). Sajjad Khan1, Waqas Anwar1,2, Usama Bajwa1 and Xuan Wang21Department of Computer Science, COMSATS Institute of Information Technology, Pakistan 2Harbin Institute of Technology Shenzhen Graduate School, China.
  2. Numbers in Million-Speaker Languages