United States
United States of America (U.S.A. or USA), jo aksar United States (U.S. or US) yaa America ke naam see jaana jataa hae, ie North America me hae. isme 50 states hote ai aur kai outer territories bhi hai. Currency ke denotations hai $ aur USD(United States Dollar). Ii ke capital Washington, D.C. hai. Desh ke Rashtrapita aur Vice President Washington D.C. ke White House ke sambandh hai. Li duniye ke sabse dhani desho mein se hai. USA 2 July sann 1776 mein shur kiya gya tha. Inke ke abhi ke Rashtrapita hai Joe Biden (Joseph R. Biden) aur inke Vice President hai Shrimati Kamala Harris. USA ka cabinet hota hai jo 2 political parties ke banaya hua hai ek Democratic Party aur dusra Republican Party. Dusre political parties mein maujud hai magar yeh 2 parties America ke sabse bade parties mein se hai. Iss desh ka population hai 333 million. United States inke sports aur development ke liye jana jata hai jaise ke production of electronics aur consumer goods aur industrial ke kaam ke liye. Inka official bhasha English hai. Inke bordering desh hai Canada, Mexico, Bahamas, Cuba aur Russia. Duniya bhar ke log America mein rehte hai. USA mein United Nations ka bhi headquarter hota hai. America ka Mount Rushmore duniya bhi hai. National parks aur National wildlife parks bhi maujud hai. inke founding fathers hai John Adams, Benjamin Franklin, Alexander Hamilton, John Jay, Thomas Jefferson, James Madison, and George Washington jinhone independence ke samay declaration of independence ke treaty banaya tha. Inke national anthem hai The Star Spangled Banner. Inke taluk hai United Arab Emirates, United Kingdom, North aur South America
United States of America | |||
---|---|---|---|
| |||
Des ke jaankari | |||
Des ke motto: | 'In God We Trust' | ||
National anthem: | The Star Spangled Banner | ||
Log ke baare me | |||
Official bhasa: | English | ||
Abaadi: | |||
- Total: | 333,000,000 | ||
Jagah | |||
Hian pe des ke dunia ke map me dekhawa jaawe hai. | |||
Capital City: | Washington D.C. | ||
Sab se barraa City: | New York City population, Sitka land size | ||
Area | |||
- Total: | 9.834 million | ||
- Water: | 685924.681 km² | ||
Politics / Government | |||
President | Joe Biden | ||
Vice President | Kamala Harris | ||
Economy / Money | |||
Paisa ke naam: | United States Dollar (USD $) | ||
International information | |||
Time ke zone: | -4 to -10 | ||
Telephone ke dialing code: | +1 | ||
Internet domain: | .us |
National SymbolsBadlo
Bird: Bald Eagle; Mammal: North American Bison; Floral Emblem: Rose; Tree: Oak